Main chala teri taraf
Tu chale aur kahin
Main chala teri taraf
Tu chale aur kahin
Main muda teri taraf
Tu mude aur kahin
Tujhe aisa lagta hai
Haath tera chhad gayi
Teri galatfehmi hai
Main toh kahin mud gayi
Teri galatfehmi mein
Main kahin ki na rahi
Main badha teri taraf
Tu badhe aur kahin
Main chala teri taraf
Tu chale aur kahin
Takkdi rawaan main tainu
Jee mera karda hai
Ek do kadam tere bin
Aage nahi badhta hai
Aage nahi badhta hai
Jee nahi karta hai
Aage badhke kyun nahi
Mera haath thaam leti hai
Saath tera main deta
Kyun saath nahi deti hai
Main toh pagla tha
Kuch samajh nahi paata
Meri raah teri taraf
Teri raah aur kahin
Meri raah teri taraf
Teri raah aur kahin
Main chala teri taraf
Main chala teri taraf
Main chala teri taraf